20 Dua Urdu Poetry Quotes - Most Famous Urdu Quotes
Hello, world!
Welcome to my New Blog Post. YAY😘!
I am so ready to have a place to share all my Quotes, Dua Urdu Poetry, Urdu Poetry, Urdu Poems,
Urdu Ghazal, Sad Ghazal, Poem in sad and share my life with you!
Zindagi Main Mushkil
waqat na aye tu apno main chupe Ghair
aur Ghairoon main chupe hoye apne kisy nazar aate
Har baat Qasoor
Tarbiyat ka nahi hota baz Auqaat kuch rang Suhbtoon
ke bhi Char jate hain.
Sehne Wale ko Agr Sabar Aa jaye
Tu Kehne wali ki Auqaat 2 Kori ki reh jati hai.
Jism ki Choot
Waqat ke sath Theek ho Jati hai.
Magar Lafzoon aur Rawaiyoon ke Zakham kbhi
Theek nahi hote
Insan jab Zindagi
ke Imtehanu sy Guzar kar Pathar ho jata hai
Tu koi Dill Dukha Bhi de Tu Bura Nahi Lagta.
Baz Rishte Aise hote hain.
Jinhe Jorte Jorte insan Khud Toot Jata hai.
Zaroorat se Zyada
Acha hona bhi Zaroorat se Zyada Zaleel Karwa deta hai.
AankheN Band kar ke
Tumhari Mojodgi ko Mehsoos karne ke siwa
Mere pas Tum se Milne ka koii Dosra Rasta nahi hai.
چہرے سے زیادہ
دِل صاف ہوں تو رشتے خوبصورت ہو جاتے ہیں
Chehre se Zyada
Dill Saaf Hon Tu Rishte KhoobSurat ho jate hain.
کسی کو غلط سمجھنے
سے پہلے اس کے حالات ضرور جان لیا کرو
Kisi ko Ghalat
Samjhne se Pehle Us ke Halaat Zaroor Jaan Liya karo.
زندگی میں اُس انسان
کو مت کھونا جو غصہ کر کے پھر خود تمہارے پاس آ جائے
Zindagi main us insan ko
Mat khoona. Jo Ghussa kar ke Phir Khud Tumhare
pas Aa Jaye.
قرآن کی آیتوں میں اِتنا حسن ہے
کہ وہ بے ضمیر لوگوں سے پردہ کر لیتی ہیں
Quran ki Aaiytoon
main itna Husan hai. ke wo Be'Zameer Logoon se
Parda kar leti hain,
تعلق باقی رہے
یا نہ رہے مگر احترام باقی رہنا چاہیے
Taluq Baqi rahe ya na rahe
Magar Ehtraam Baqi Rehna Chahiye.
موت کو یاد رکھنا
نفس کی تمام بیماریوں کا علاج ہے
Moot ko Yad Rakhna
Nafas ki Tamam Bimariyoon ka ilaj hai.
عجیب طرح سے گزر
رہی ہے زندگی سوچا کچھ، کیا کچھ، ہو ا کچھ ،ملا کچھ
دُنیا میں سب سے زیادہ
نفرتوں کا سامنا سچ بولنے والوں کو کرنا پڑتا ہے
Duniya main sab se Zyada
Nafrtoon ka Samna Sach Bolne waloon ko Karna Parta hai.
0 Comments
if You Have Any issue Please Let me Know.